Lyrics

Tere Mohalle Lyrics - Besharam Songs

Tere Mohalle Lyrics - Besharam Songs

Tere Mohalle Lyrics From Besharam :

Tere Mohalle Song From Besharam was directed and composed by Lalit Pandit. Tere Mohalle Song From Besharam was sung by

Aishwarya Nigam, Mamta Sharma and lyrics by Nikhat Khan.

Singers : Aishwarya Nigam, Mamta Sharma
Lyrics : Nikhat Khan
Composer : Lalit Pandit

Tere Mohalle Lyrics

Khidki se mujhe taanke..
Saare gali ke baanke..

Khidki se mujhe taanke..
Saare gali ke baanke..
Khidki se mujhe taanke..
Saare gali ke baanke..
Sab ko lallu bana ke
Dil phenka tujh par..
Hum lut gaye vai aake tere mohalle..
Hum lut gaye vai aake tere mohalle..
Hum lut gaye vai aake tere mohalle..
Hum lut gaye vai aake tere mohalle..

Kyoon lambi haanke..
Koi na tujhe taanke..
Kyoon lambi haanke..
Koi na tujhe taanke..
Kyoon lambi haanke..
Koi na tujhe taanke..
Kisko lallo bana ke kahti rehti hai phirr..
Ke lut ke vai aake tere mauhalle..
Hum lut ke vai aake tere muhalle..
Hum lut gaye baby aake tere mohalle..
Hum lut gaye zaalima ke tere mohalle..

Hum sikander hain, apni marzi ke..
Chutki lage hume yeh dil phansaane mein..
Mere jalwe bhi, beta wo dum hai..
Nikle sari umar mujhe patane mein..
Kara lo ji kara lo, dil ki f.d. Kara lo..
Angoootha bhi lagwa lo, dil phenka tujh per..
Hum lut gaye vai aake ke tere mohalle..
Hum lut gaye vai aake ke tere mohalle..
Hum lut gaye..hum lut gaye..
Hum lut gaye, lute gaye, lut gaye..
Hum lut gaye..hum lut gaye..
Hum lut gaye, lute gaye, lut gaye..
Hum lut gaye jaanaa aake tere mohalle..
Hum lut gaye beauty aake tere mohalle..

Badi moofat hai, yeh jawaani bhi..
Darti nahi yeh to bhid jaane se..
Ho chal kat le tu..
Kitna phenke hai..
Zara bhi damm nahi hai
Tere drame mein..
Badha lo ji badha lo..
Relation-wa badha lo..
Naino ke pench lada lo..
Aa jaao na chhat per..
Hum lut gaye baby aake ke tere mohalle..
Hum lut gaye zaalima ke tere mohalle..

Khidki se mujhe taanke..
Saare gali ke baanke..
Kyoon lambi haanke..
Koi na tujhe taanke..
Kisko lallo bana ke kahti rahti hai phirr..
Hum lut gaye vai aake ke tere mohalle..
Hum lut gaye vai aake ke tere mohalle..
Hum lut gaye baby aake ke tere mohalle..
Hum lut gaye zaalima ke tere mohalle..

Deewane hain dilon ko hum to jodenge..
Na ghar ka tumhe ghat ka na chhodenge..
Kyoon baaz na aati hai kheencha-tani hai..
Haan hum popular hain apni manmani se..
Hum lut gaye lut gaye..
Jaana hum lut gaye..
Hum lut gaye lut gaye..
Avaii hum lut gaye..
Hum lut gaye lut gaye..
Baby hum lut gaye..
Hum lut gaye lut gaye..
Zaalima lut gaye.